Skip to main content

Posts

Showing posts from May, 2020

Hamare sayyed o sarkar sarwar ghazi rabbani Lyrics..

Hamare sayyed o sarkar sarwar ghazi rabbani Hamare sayyed o sarkar sarwar ghazi rabbani... Hamare sayyed o sarkar sarwar ghazi rabbani... Sada ho aap ka faizan hampar ghazi rabbani... Muffasir,Muttaqi,shaikh e tareeqat Ghazi rabbani.. Fouz e gaus jilani ke mazhar ghazi rabbani... Hai aal e mustafa aulad e haidar ghazi rabbani... jamal e hazrat e shabbir o shabbar ghazi rabbani... shama e abdur rab ke mah e anwar ghazi anwar... chamak jaye hamara bhi muqaddar ghazi rabbani... Dua karwayi tumse Taajdaar e Ahle sunnat ne... Tumhara haath lekar apne sar par ghazi rabbani... 72  saal ishq e panjatan ka waas farmayaa.. ke ahle karbala bhi the 72 ghazi rabbani.. sunaye aapne tafsel e quran 60 saalon tak.. hai tumpar kitna fazle rab e akbar ghazi rabbani.. ho duniya bhi meri khushtar akhirat bhi ho meri khushtar.. tumhi naam rakha mera khushtar ghazi rabbani... Haq Ghazi.... Ya Ghazi...