Hamare sayyed o sarkar sarwar ghazi rabbani
Hamare sayyed o sarkar sarwar ghazi rabbani...Hamare sayyed o sarkar sarwar ghazi rabbani...
Sada ho aap ka faizan hampar ghazi rabbani...
Muffasir,Muttaqi,shaikh e tareeqat Ghazi rabbani..
Fouz e gaus jilani ke mazhar ghazi rabbani...
Hai aal e mustafa aulad e haidar ghazi rabbani...
jamal e hazrat e shabbir o shabbar ghazi rabbani...
shama e abdur rab ke mah e anwar ghazi anwar...
chamak jaye hamara bhi muqaddar ghazi rabbani...
Dua karwayi tumse Taajdaar e Ahle sunnat ne...
Tumhara haath lekar apne sar par ghazi rabbani...
72 saal ishq e panjatan ka waas farmayaa..
ke ahle karbala bhi the 72 ghazi rabbani..
sunaye aapne tafsel e quran 60 saalon tak..
hai tumpar kitna fazle rab e akbar ghazi rabbani..
ho duniya bhi meri khushtar akhirat bhi ho meri khushtar..
tumhi naam rakha mera khushtar ghazi rabbani...
Haq Ghazi....
Ya Ghazi...
Comments
Post a Comment
Naat o Hamd Ke Lyrics keSuggestions Niche de sakte hain